Na Ye Chemistry Hoti , Na Mein Student Hota ............ .
Na Ye Lab. Hoti Na Ye Accident Hota
Abhi Practical Mein Aaye Nazar Ek Ladki
Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi
Baton Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi
Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi
Aankhon Se Jhalakta Tha Kuch Is Taranh Ka Pyaar
Bin Piye Hi Ho Jata Tha Alcohol Ka Khumar
Benzene Sa Hota Tha Uski Presence Ka Ehsas
Andhere Mein Hota Tha Radium Ka Abhas
Nazrein Mileen, Reaction Hua
Kuch Is Taranh Love Ka Production Hua
Lagne Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise
Nucleus Ke Charon Taraf Electron Hon Jaise
Us Din Hamare Test Ka Confirmation Hua
Jab Uske Daddy Se Hamara Introduction Hua
Sun Kar Hamari Baat Woh Aise Uchal Pade
Ignesium Tube Mein Jaise Sodium Bhadak Uthe
Woh Bole, Hosh Mein Aao, Pahchano Apni Auqat
Iron Mil Nahin Sakta Kabhi Gold Ke Sath
Ye Sum Kar Tuta Hamare Armanon Bhara Beaker
Aur Hum Chup Rahe Benzaldehyde Ka Kadwa Ghoont Pi Kar
Ab Us Ki Yaadon Ke Siwa Hamara Kam Chalta Na Tha
Aur Lab Mein Hamare Dil Ke Siva Kuch Aur Jalta Na Tha
Zindagi Ho Gayee Unsaturated Hydrocarbon Ki Taranh
Aur Hum Phirte Hain Awara Hydrogen Ki Tarah...
Regards
AK
From India, Thana

Na Ye Cite HR hota tho na tumhara post hota.. :wink: :wink: :wink: :wink: Just Kidding.. :) Regards, Manju :)
From India, Hyderabad
From India, Hyderabad
:lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol:
Amol mere dost .... hai hai .. ye kya hua aap ke saath ... oi hoi ! :wink:
" Ye Ishq Nahi Aasaan " :wink: :wink: :lol: :lol: :lol:
Awara Hydrogen ki tarah kab tak phiroge ...
usme Oxygen mila lo Dost ...phir se Paani ban jaoge ..( H2O = Water). :wink:
:lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol:

Dear Mr.Kumar
Thanks :lol:
Manju true said :wink: Thanks
Yeah Shivani for a change :lol: hope you like the change :wink:
Venu ji aapke idea me itna oxygen tha ke mera dil pani pani ho gaya :wink:
Ye Ishq Nahi Aasaan
Aag ka dariya hai, aur dub ke jana hai :wink:
Thanks
AK :P

Wah kya posting hai Amol....your chemistry is going to create history :P
:shock: Oh really... :wink: Be Careful......All my best wishes to You..... :P :wink:
:lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: Sindhu
From India, Delhi

A good one.
People from other background (other than chemistry) will be surprised to know how romantic Chemistry can be.
I have graduated with Chemistry as principal subject.
It is so beautiful (colourful) and pleasant (aroma). :)
- Hiten
From India, New Delhi

Dear Anmol,
Aap ki lavzo ko par kar ye khayal aya
Na ye duniya hoti na dosti na wo na hum aur na gum :) :)
Na savera hota, na sham aur raat, ya to taare hi taare hote ya ekhi suraj ya ekhi chand :lol: :lol:
Aub nahi to kya hua abhi kafi kuch hone ki sambahwana hai ya to is duniya me ya antriksh ke aur kisi lok me, is kwasih me hum kuch aur lahme ji lenge jis jagah or stithi me he hum aj :P :P
sukhriya
H S Prasad
From India, Bangalore

Community Support and Knowledge-base on business, career and organisational prospects and issues - Register and Log In to CiteHR and post your query, download formats and be part of a fostered community of professionals.