No Tags Found!

Amol Karmalkar
2

kitabon ke panno ko palat kar sochta hu,
yu palat jaye zindagi to kya baat hai,
khwabon main roj milta hai jo,
haqiqat main aaye to kya baat hai,
kuch matlab k liye dhundte hai mujhe,
bina matlab aaye to kya baat hai,
katal kar ke to sab le jayenge dil mera,
koi baaton se le jaye to kya baat hai,
jo sharifon ki sharafat main baat na ho,
wo ek sharabi kah jaye to kya baat hai,
aapne rahne tak to khushi dunga sabko,
jo kisi ko meri mout pe khushi mil jaye to kya baat hai.
Regards
AK

From India, Thana
shrutiarjun
5

Wah Wah kya Baat hai:-P..shayari ke zariye kahi gayi haseen jasbat hain:-P and especially I liked:
kitabon ke panno ko palat kar sochta hu,
yu palat jaye zindagi to kya baat hai,
katal kar ke to sab le jayenge dil mera,
koi baaton se le jaye to kya baat hai


:)

From India, Delhi
vijetashukla
65

Bin sabhdo ke bol jana, Khamosh hoke bhi gungunana...kya baat hai.. Ankhen band hoke bhi dikhna, Bina baat ke muskurana...kya baat hai.. Good lines by u liked it.. :)
From India, Delhi
smita chatterjee
too good,just amazing amol.kya baat hai awesome.would definitely like to know more about you and your shayari
From India, Pune
psw_mishra
2

Dear Amol, Good post....keep posting... How abt it... "Ek Budhiya thi jo bachpan me hi mar gayi" Regards, Manoj
From India, Madras
Community Support and Knowledge-base on business, career and organisational prospects and issues - Register and Log In to CiteHR and post your query, download formats and be part of a fostered community of professionals.





Contact Us Privacy Policy Disclaimer Terms Of Service

All rights reserved @ 2024 CiteHR ®

All Copyright And Trademarks in Posts Held By Respective Owners.