Mindblowing.........DON sahab:-P............BTW you remember me na......:) bahut time ke baad ki gayi aapki posting too good hai jee:-D
From India, Delhi
Hey Sindhu, :icon1: GOOD MORNING :icon1:

Thank u boss ..! :icon1:
:icon5:
Koi bhulaane ki cheez ho aap ????? ha ha ha ha ha ha ha ...

umm ... ok in my favourate way,
let me say ... :-P

" Sindhu ko bhulaana mushkil hee nahi ...
Naa mumkin bhi hai ... ":) ;)

Good Day SINDHU ... :-P

:lol: :lol: :lol: :lol:

From India, Hyderabad
Sari
42

HEy that was good venu!!!! How are you both doing???????? wah DON Ji kya sunaya hein.......your fav way :) :)
From India, Hyderabad
Hiiiiiii:-P......VENU and SARI...........GOOD AFTERNOON:)


Hey Venu......Shukriya.......kya andaaz hain aapka:-P

Sari dear apun badiya...........apni sunao:) Aajkal aapkey posting Humour Sectionwa main nazar nahi aati....Why why??:-P

From India, Delhi
Hello Venu G Good one :-P Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, Lehro se pani ko hataya nahi jata, Hone wale ho jate hain khudhi dil se apne, Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata. Regards AK
From India, Thana
Badiya shayari hain Amol.........:-P hmmm:huh:...Hello sirf VENU :-Dkeliye......point to be noted Sari :icon6:
From India, Delhi
Tum Routh Jao Mujhse, Aisa Kabhi Na Kerna
Main Ek Nazar Ko Tarsoon, Aisa Kabhi Na Kerna
Main Pooch Pooch Haroon, So So Sawal Kar K
Tum Kuch Jawab Na Do, Aisa Kabhi Na Kerna

Mujhse Hi Mil K Hansna, Mujhse Hi Mil K Rona
Mujhse Bicher K Jee Lo, Aisa Kabhi Na Kerna
Tum Chand Ban K Rehna, Main Dekhta Rahoon Ga
Kisi Roz Tum Na Niklo, Aisa Kabhi Na Kerna
Tum Chalay Jao Jab Bhi, Tu Dekhoon Tumhara Rasta
Tum Loat K Na Aao, Aisa Kabhi Na Karna

From India, New Delhi
shayari bahut hee Badiya hain Amol ji aur Yatin :) .........Yatin, new friend, welcome ..! :-P :icon1: SINDHU ke baare mein kya kehna .... " aap toh hamesha se hee BADHIYA ho " :-P :icon1:
From India, Hyderabad
wo Rula Kar Hans Na Paya Der Tak
Jab Main Rokar Muskaraya Der Tak


Khud-ba-khud Besakhta Main Hans Pada
Usne Is Darza Rulaya Der Tak


Bhoolana Chaha Kabhi Usko Agar
Aur Bhi Wo Yaad Aaya Der Tak


Isme Azam Tha Ki Mera Sher Tha
Soofiyon Ne Gungunaya Der Tak


Gungunata Ja Raha Tha Ek Faqeer
Dhoop Rahti Hai Na Saya Der Tak
Kal Andheri Raat Me Meri Tarah
Ek Jugnu Jagmagaya Der Tak
Chupke-chupke Meri Gazlon Ko Nawaz
Dushmano Ne Gungunaya Der Tak

From India, New Delhi
Community Support and Knowledge-base on business, career and organisational prospects and issues - Register and Log In to CiteHR and post your query, download formats and be part of a fostered community of professionals.






Contact Us Privacy Policy Disclaimer Terms Of Service

All rights reserved @ 2024 CiteHR ®

All Copyright And Trademarks in Posts Held By Respective Owners.